Real History Behind India -Pakistan

اتبعني موقع التدوين الخاص بي للحصول على تحديثات الفيديو الفيروسية اليومية

Search saudi girl video

Arab Country Jobs

Wednesday, September 12, 2018

Real History Behind India -Pakistan

No comments :

A Short History of Indo-Pak, till the end of world 

    British prime minster Winston Churchillcraps mechine Raja G formula ,Gandhi  Jinnah Mulaqat!

powred by zarmeen affiliate
why partition between Indo-Pak see the Below Article A great founder of Pakistan Qaud -e- azaam Muhammad Ali Jineh  

bratanwi wazerazem winston churchil ne 11 march 1941 ko sar setofarad craps ko tajwayz da kar 
hindustan bheja ta ke hindustani saysi Ledaro ko twanpar amada kiya jay taham indian national 
congras our al india muslim league dono na craps tajwiz ko mustrad kar diya 14 July 1942 ko Indian
national Congrs ne apna salana ejlas main hindustan chor do tehreek shuru karna ki krardad 
manzor ki tu Qaud-e- azam Muhammad Ali jinneh ne os ke jawab main taqseem karwa our do ke
nara lagay-Indian national congras ke Ledar raj gopal acharia ne February 1943 main jail gandhi
se mulaqat ki our matlaba Pakistan ko tasleem karna ko kah_ 09 sep 1944 ko Qaud Azam
Muhammad Ali Jinnah or gandhi G ke darmyan mulaqat main Raja formula par behas hui our

Gandhi G ne takseem hind ko na kabal umal krar-diya jis ki waja se Gandhi Jinnah mulaqat netaja 
khiz  sabat ne huwi 

1945-46 ke intakhbat 
Dec 1945 main cintrel lejstoru assembly  ke intakhabat huwa jis main Muslim league ne 30 makhsos 
neshtoun par kamyabi hasal ki -22feb-1946 ko subaia assembly ke intakhabat main muslmanu ki 495 neshstoun main se 446 neshsta jeeti intakhabi netaj se ye sabat ho gay ke bara sagheer pak-hind ke
muslman all india msulim league ke sath hain our matlaba pakistan ke haq main han-

cabnet mechine plan our abori hokumat
24 march 1946 ko cabnet mechn Delhi  pohncha our congras our all India Muslim league ke 
Rehnama se mulaqat ki cabnet michn ki tajwaz all India muslim league ne manzoor kar liya lakan
congras ne kuch tajwiz se itfaq ne kia hokmat bartaniya ne congras ko obari hokmat main shamil
hone ke dawat di lakan wasaray  ko jaldi hi ehsas huwa ke muslim league ke beghar obari hokmat 
chal saka gi chinancha muslim league ko bhi obari hokmat main shamoliyat ki dawat de gai jesa 
mefadad ke tehad all India muslim league ne qabol kar liya our liyaqat Ali khan pehala muslman
wazerazam khazana meqarar huwa-

wajod main pakistan 
03-June 1947 ke elan ke bad 20 june 1947 ko bangal ki assembly ne pakistan main shamil hone k
faisala kiya  26 june 1947 ko sindh assembly ne pakistan main shamoliyat ke faisala kia 29 june 1947
balachistan jrga ne metafikana  tour par pakistan ke hisa benana ke faisala kia 29june 1947
ko hi Quatta municipal cametti ne pakistan ke sath shamil hone ke elan kia  6 July 1947 ko soba
sehard main refarndam ke zaria awam ne pakistan ke sath shamaloiyt ke faisala kiya nie sahrdaoun
ke tayan kaliya mister red  kelaf  awam ko meqarar kiya gay jis ne sahradoun ke bar main jo had
kes Geography our siyasi samaji halth ke bar khelaf tha - 7 Aug 1947 ko Qaud Azam our 13 Aug
1947 ko wesaray lordmawanat betan karachi pohncha 14 Aug 1947 ko lordmawnat betan ne 
tour par Qaud azam ko nie mumalakat ke ikhtyarat muntakel kiya Qaud azam pakistan ke pahla 
general bana jab ke  liyakat Ali khan pahla wazerazam meqarar huwa 15 Aug 1947 ko half bradari 
taqreb main Qaud Azam ne pakistani qoum nam apna pahla khetab main kah ke aziz hum watan  es
nie mumalkat ke wajod main ajana  se pakistan ke bashndoun par bhot bari zimadariya ayad hoti 
ab oneh sabat karna han ke ek qoum jis main mukhtalif unser shmal hain apas main mil jul sulah 
k sath  rahti han our zat pat ki temaz ke beghar apna shahroun ki felah wo behbod kaliya kam kara 
                                                   

No comments :